Haan farq ni karte Chinese 😂 kitne ache h
Meine toh paneer nahi khaya kitne time se
Kabhi kabhi bahar se bhi de de koi 😭
Mei khud sahi nahi hu toh mei dusre ko kya sahi karungi
Koi maanta h koi nahi maanta
Haan Mei toh boli brain fog h aj meko
Ok mei jaau kitchen mei .. kuch jala kata banaau